SHAAM SHAANDAAR LYRICS – (Title Song) | Shahid Kapoor, Alia Bhatt
Shaam Shaandaar Song from the Shaandaar Movie. This Song is sung and composed by Amit Trivedi. This song featuring Shahid Kapoor and Alia Bhatt.
Song Details
| Song Name | Shaam Shaandaar |
| Movie Name | Shaandaar |
| Music By | Amit Trivedi |
| Singer | Amit Trivedi |
| Music On | Zee Music |
| Lyrics By | Amitabh Bhattacharya |
SHAAM SHAANDAAR LYRICS – (Title Song) | Shahid, Alia
Sar jhuka ke kar salaam
Hai shaam shaandaar
Aasmaan se aa giri
Hai shaam shaandaar
Chak de andhera
Chaand jala de
Bulb bana ke
Fikar na kariyo
Karna bhi kya hai
Bijli bacha ke
Sar e aam pila khushi ke
Jaam shaandaar
Aasmaan se aa giri
Yeh shaam shaandaar
Jazbaat ke chillar
Ko Note bana ke
Mehandi raat pe
Khulke luta
Chingaariyon ko
Visphot bana ke
Aiyyashi ke tu
Rocket chhuda
Kaisa darr tu kar guzar
Yeh kaam shaandaar
Aasmaan se aa giri
Yeh shaam shaandaar
Yeh shaam shaandaar
Yeh shaam shaandaar

