Chhod Babul Ka Ghar- I Song Lyrics – Babul (1950)
Chhod Babul Ka Ghar Song Lyrics is written by Shakeel badayuni and the music is composed by Naushad Ali. This sound track is sung by Shamshad Begum. Chod Babul ka Ghar featuring Dilip Kumar, Nargis Dutt, Munawar Sultana, Tun Tun, Amar, A Shah, Jankidas, Vinod, Ismail.
Song Details
Song Name | Chhod Babul Ka Ghar |
Movie Name | Babul |
Music By | Naushad Ali |
Singer | Shamshad Begum |
Music On | n/a |
Lyrics By | Shakeel Badayuni |
Chhod Babul Ka Ghar- I Song Lyrics
chhod babul ka ghar mohe pi ke nagar aaj jana pada
chhod babul kaa ghar mohe piya ke nagar
aaj jana pada o aaj jana pada
chhod babul ka ghar mohe piya ke nagar aaj jana pada
sang sakhiyo ke bachpan bitati thi mai haa bitati thi me
byah gudiyo ka hans hans rachati thi mai ha rachati thi mai
sab se muh mod kar kya batau kidhar
dil lagana pada o aaj jana pada
chhod babul ka ghar mohe pi ke nagar aaj jana pada
chhod babul ka ghar mohe pi ke nagar aaj jana pada
yaad mayke ki dil se bhulaye chali ha bhulaye chali
preet man saajan ki basaye chali ha basaye chali
yaad kar ke ye ghar royi aankhe magar muskurana pada
aaj jana pada
chhod babul ka ghar mohe pi ke nagar aaj jana pada
chhod babul ka ghar mohe pi ke nagar aaj jana pada
chhod babul ka ghar mohe pi ke nagar aaj jana pada
chhod babul ka ghar mohe pi ke nagar aaj jana pada
aaj jana pada pahan ulfat ka gehana dulhan ye chali
doli aayi piya ka sakhi main chali
pi ka chuta nagar isliye chodkar mohe jaana pada
aaj jaan pada
aao saajan khade hai dwaar lene ko aaye tuhaar doli mein
jaane ko ho jaa taiyar…